Well this is another one, but something harsh n mocking
apne pyaar ko ehsaan keh diya,
ek pal main ikraar ko inkaar keh diya,
woh samajhte the ki hamein rota chod jaayenge,
zindagi bhar ke liye tanha chod jaayenge,
koi jaake unko jaake ye bataaye,
hum unme se nahi jo hai waqt ke sataaye,
dukh to bahut hai unke jaane ka,
magar usse bhi zyaada intezaar hai kisi aur ke aane ka,
bhagwaan kare tumhaari surat dekh tum par bhi koi taras khaaye,
kuch hi dino main tumko bhi koi mil jaaye.