Har Lamhe main tera intezaar har pal main tera naam likh diya hai,
Na jaane kyon zindagi ko tere naam likh diya hai,
Yu to aur bhi bahut hai chahne waale,
par kambhakht ishq ko hi tere naam likh diya hai