Sote huye Sapno ko haqeeqat main badalte dekhte hai,Sochte hai, hum kyon aise khwaab dekhte hai,Na jaane Kyon akaanshayon ka kadd itna oocha hai,Ki duaaon main sirf us ek sapne ko maangte firte hai...